Zakat Calculator
Apne maal par 2.5% Zakat ka hisab karein. Gold aur Silver ka aaj ka rate (per gram) khud darj karein taake nisab sahi aaye.
Zakat tab wajib hoti hai jab maal nisab ke barabar ya zyada ek qamari saal (haul) guzar jaye. Mas'ale ke liye mufti se rujoo karein.